Monday, June 28, 2010

Palon main..

Ek choti si baat
yuh badha dete the..
badi badi baatein
hasi main uda dete the..
har roz jeevan jeene ka
ek naya andaz batate the..
magar jab tujh pe aaye
toh sab bhula dete the..
aisi zindagi ti
un palon main..

lade agr bahut the hum
toh roye bhi kam na the..
magar jo choot gaya tha
usse khoye kabhi hum na the..
har lamhe ko sanjho kar
har kisse ko peero kar
rakhte the..
lafzon main bayan na kar sakne wali
dosti chupi ti
un palon main..

rooth te to hum bahut the
mana fir bi tum lete the..
kabhi udasi chati thi
toh hasa hum bhi tumhe dete the..
ek pal main pyar
dusre pal main var..
aisi laakhon
unkhahi koshishen chupi ti
un palon main..

ab hai akele
tanha pad gaye hai..
bin aahat chale gaye
hum toh sote reh gaye hai..
alvida toh karne dete
shikwe toh kehne dete..
kyu yeh gile chod gaye
aise hi muh mood gaye..
ab to bas
bebasi hai
in palon main..

tum yaad toh bahut aate ho
har lamha satate ho..
tumhara har shabd
kaano main gunjta hai..
tumhara chehra
dimag main rehta hai..
najane main kya karungi??
tune mujhe dhoka diya
main kyu wafayein nibaungi..
yahi soch soch
mera dil ghabrata hai..
ab bebas hu
takdeer par hasti hu..
maaf karna ae dost
jazbati hu
in palon main..

Dedicado a mi Casper

Saturday, June 19, 2010

Heart

I can fight with everyone
But not with myself
I can deny anything
But not what i want
I can leave u
But not my love
I can stay alone
Just in my dreams
I can be happy
But for showing off
I can top the stage
But for a moment
I can do anything
Just for something
This is the fact
No one faces
Reality is hard
But it lies deep inside
Our heart..

Ansuljhi Kahani

Woh dosti ti jo mujhe na gawani ti
Behti nadi si usme ravani ti
Hui ti yeh kab shuru
Kab aaya iska ant
Reh gayi yeh mere liye
Ek Ansuljhi Kahani si..

Mukaam

Kis baat se hai hum chup
Kya hai humari khamoshi ki wajh
Main sochti rahi har lamha
Na mili koi aas na koi jawab
Cheer liya main dil
Chaan li har baat
Ek kadi suljhane chalu toh
Ulajhti hai das baat
Din bhar tatola maine
Raaton ko roya maine
Har koshish hui nakaam
Ab bas yahi hai
Mukaam..

Ruswaiyan

Ankhane sawal ghumte hai
Zehen main..
Anchahi yaadien aajati hai
Mann main..
Kar jati hai
Bebas..
Laut aati hai
Tanhaiyan..
Na chain hai
Dil ko..
Mann bhi hai
Chanchal..
Kaisi hai yeh
Rut..
Har taraf chaai hai
Ruswaiyan..

Salaam

Jindagi aise maukaam par le aayi hai
Sabki kashti duur hoti nazar aayi hai..
Hootho ne toh salaam keh diya
Aankho me fir bhi do aansu le aayi hai..

Wednesday, June 2, 2010

Foundation

Endless expectations
Boundless..my dreams
How can they become
So cruel to..Me

For the time I opened my eyes
I saw the shine
Of the medals expected
And grades..I fought

A tonnes of advices
Lakhs of customs
Fun wasn't accepted
But in return wished..Happy

Now its time..
I have started a new religion
With all my laws
All new..Freedom

But still I wish
To have a tradition
Because???
They only laid..Foundation